My love, meet me some other place (not here) ;)

Mere Mehboob Kahin aur Mila Kar Mujhse.

Taj tere liye ek mazar-e-ulfat hi sahi
tujhko is vaadi-e-rangi.n se aqidat hi sahi
meri mehboob kahi.n aur mila kar mujhko

bazm-e-shaahi me garibo.n ka gujar kya maani.
Naqsh jis raah pe ho.n satvat-e-shaahi ke nishaa.n
us pe ulfat bhari rooho.n ka safar kya maani

Ye chamanzar, ye Jamna ka Kinara, ye mahal
Ye munaqqash dar – o – deewar, Ye mehrab, ye taq,
Ek Shahenshah ne daulat Ka sahara le kar,
Hum gharibon ki muhabbat, Ka Udaya hai mazaq

Mere Mehboob Kahin aur Mila Kar Mujhse. (not here) 😉

– Sahir Ludhianvi

अब मत मेरा निर्माण करो….

अब मत मेरा निर्माण करो
कुछ भी न अब तक बन पाया
युग युग बीते मैं घबराया
भूलो मेरी व्याकुलता को,
निज लज्जा का तो ध्यान करो.
इस चक्की पर खाते चक्कर,
मेरा तन मन जीवन जर्जर,
हे कुंभकार, मेरी मिट्टी को
और न अब हैरान करो.
कहने की सीमा होती है,
सहने की सीमा होती है,
कुछ मेरे भी वश में, मेरा
कुछ सोच समझ अपमान करो.

– हरिवंश राय बच्चन